خانقاہ
Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 2 sher · Roman Urdu ke saath
Ramz-o-Aema Iss Zamane Ke Liye Mouzun NahinAur Ata Bhi Nahin Mujh Ko Sukhan Sazi Ka Fann
‘Qum Bi-Iznillah’ Keh Sakte The Jo, Rukhsat HuweKhanqahon Mein Majawar Reh Gye Ya Gorkan!