Agar Mulk Hathon Se Jata Hai, JayeTu Ahkam-e-Haq Se Na Kar Be-Wafai
Nahin Tujh Ko Tareekh Se Aghi KyaKhilafat Ki Karne Laga Tu Gadai
Khareedain Na Jis Ko Hum Apne Lahoo SeMusalman Ko Hai Nanang Woh Padshai
“Mera Az Shakistan Chuna Aar NayedKe Az Deegaran Khawastan Moumiyai”