Issi Quran Mein Hai Ab Tark-e-Jahan Ki TaleemJis Ne Momin Ko Banaya Meh-o-Parveen Ka Ameer
‘Tan Ba Taqdeer’ Hai Aaj Un Ke Amal Ka AndazThi Nihan Jin Ke Iradon Mein Khuda Ki Taqdeer
Tha Jo ‘Na-Khoob’ Batadreej Wohi ‘Khoob’ HuwaKe Ghulami Mein Badal Jata Hai Qoumon Ka Zameer