'تن بہ تقدیر' ہے آج ان کے عمل کا اندازتھی نہاں جن کے ارادوں میں خدا کی تقدیر‘Tan Ba Taqdeer’ Hai Aaj Un Ke Amal Ka AndazThi Nihan Jin Ke Iradon Mein Khuda Ki TaqdeerKhudaعلامہ اقبالAllama Iqbal
اسی قرآں میں ہے اب ترک جہاں کی تعلیمجس نے مومن کو بنایا مہ و پرویں کا امیرIssi Quran Mein Hai Ab Tark-e-Jahan Ki TaleemJis Ne Momin Ko Banaya Meh-o-Parveen Ka Ameerعلامہ اقبالAllama Iqbal
تھا جو 'ناخوب، بتدریج وہی ' خوب' ہواکہ غلامی میں بدل جاتا ہے قوموں کا ضمیرTha Jo ‘Na-Khoob’ Batadreej Wohi ‘Khoob’ HuwaKe Ghulami Mein Badal Jata Hai Qoumon Ka Zameerعلامہ اقبالAllama Iqbal
خدا کے عاشق تو ہیں ہزاروں بنوں میں پھرتے ہیں مارے مارےمیں اس کا بندہ بنوں گا جس کو خدا کے بندوں سے پیار ہوگاḳhudā ke āshiq to haiñ hazāroñ banoñ meñ phirte haiñ maare maaremaiñ us kā banda banūñgā jis ko ḳhudā ke bandoñ se pyaar hogāعلامہ اقبالAllama Iqbal
غالب خدا کرے کہ سوار سمند نازدیکھوں علی بہادر عالی گہر کو میں'ġhālib' ḳhudā kare ki savār-e-samand-e-nāzdekhūñ alī bahādur-e-ālī-guhar ko maiñمرزا غالبMirza Ghalib