Main Band-e-Nadan Hun, Magar Shukar Hai TeraRakhta Hun Nihan Khana-e-Lahoot Se Pewand
Ek Walwala Taza Diya Main Ne Dilon KoLahore Se Ta-Bakhak-e-Bukhara-o-Samarqand
Taseer Hai Ye Mere Nafas Ki Ke Khazan MeinMurghan-e-Sehar Khawan Meri Sohbat Mein Hain Khoursand
Lekin Mujhe Paida Kiya Uss Dais Mein Tu NeJis Dais Ke Bande Hain Ghulami Pe Razamand!