Na-Ahl Ko Hasil Hai Kabhi Quwwat-o-JabrootHai Khwar Zamane Meinkabhi Johar-e-Zati
Shaid Koi Mantaq Ho Nihan Iss Ke Amal MeinTaqdeer Nahin Tabe-e-Mantaq Nazar Ati
Haan, Aik Haqiqat Hai Ke Maloom Hai Sub KoTareekh-e-Ummam Jis Ko Nahin Hum Se Chupati
‘Har Lehza Hai Qoumon Ke Amal Par Nazar Iss KiBurran Sift-e-Taeg-e-Do Paikar Nazar Iss Ki !’