Tera Wujood Sarapa Tajali-e-AfrangKe Tu Wahan Ke Amarat Garon Ki Hai Tameer
Magar Ye Paidar-e-Khaki Khudi Se Hai KhaliFaqat Nayam Hai Tu, Zar Nigar-o-Beshamsheer!
Tera Nigah Mein Sabit Nahin Khuda Ka WujoodMeri Nigah Mein Sabit Nahin Wujood Tera
Wujood Kya Hai, Faqat Johar-e-Khudi Ki NamoodKar Apni Fikar Ke Johar Hai Be Namood Tera