Mujh Ko Bhi Nazar Ati Hai Ye Bu-QalmooniWoh Chand, Ye Tara Hai, Woh Pathar, Ye Nageen Hai
Deti Hai Meri Chashm-e-Beseerat Bhi Ye FatwaWoh Koh, Ye Darya Hai, Woh Gardoon, Ye Zameen Hai
Haq Baat Ko Lekin Main Chupa Kar Nahin RakhtaTu Hai, Tujhe Jo Kuch Nazar Ata Hai, Nahin Hai!