Kehta Hai Zamane Se Ye Darvesh-e-Jawan MardJata Hai Jidhar Banda-e-Haq, Tu Bhi Udhar Ja!
Hangame Hain Mere Teri Taqat Se ZaidaBachta Huwa Bunigah-e-Qalandar Se Guzar Ja
Main Kashti-O-Mallah Ka Mauhtaj Na Hun GaCharhta Huwa Darya Hai Agar Tu To Utar Ja
Torha Nahin Jadoo Meri Takbeer Ne Tera?Hai Tujh Mein Mukar Jane Ki Jurrat To Mukar Ja!
Meher-O-Mah-O-Anjum Ka Mahasib Hai QalandarAyyam Ka Markab Nahin, Rakin Hai Qalandar