Tu Reh Naward-e-Shauq Hai, Manzil Na Kar QaboolLaila Bhi Hum-Nasheen Ho To Mehmil Na Kar Qabool
Ae Jooye Aab Barh Ke Ho Darya-e-Tund-o-TaizSahil Tujhe Atta Ho To Sahil Na Kar Qabool
Khoya Na Ja Sanamkada-e-Kainat MeinMehfil Gudaz! Garmi-e-Mehfil Na Kar Qabool
Subah-e-Azal Ye Mujh Se Kaha Jibreel NeJo Aqal Ka Ghulam Ho, Woh Dil Na Kar Qabool Gabriel on Creationʹs Early Morn, a piece of useful counsel gave:
Shirkat Mayana-e-Haq-o-Batil Na Kar QaboolUntruth conceals in various masks but Truth and God are both unique: