Wujood-e-Zan Se Hai Tasveer-e-Kainat Mein RangIssi Ke Saaz Se Hai Zindagi Ka Souz-e-Darun
Sharaf Mein Barh Ke Sureya Se Musht-e-Khak Iss KiKe Har Sharaf Hai Issi Durj Ka Dur-e-Makoon
Makalat-e-Falatoon Na Likh Saki, LekinIssi Ke Shole Se Toota Sharaar-e-Aflatoon