Kis Darja Yahan Aam Huwi Marg-e-TakhiyyulHindi Bhi Farangi Ka Maqallad, Ajmi Bhi!
Mujhe Ko To Yehi Gham Hai Ke Iss Dour Ke BehzadHko Baithe Hain Mashriq Ka Suroor-e-Azali Bhi
Maloom Hain Ae Mard-Ehunar Tere KamalSan’at Tujhe Ati Hai Purani Bhi, Nayi Bhi
Fitrat Ko Dikhaya Bhi Hai, Dekha Bhi Hai Tu NeAaeena-e-Fitrat Mein Dikha Apni Khudi Bhi!