Khul To Jata Hai Mughanni Ke Bam-o-Zeer Se DilNa Raha Zinda-o-Painda To Kya Dil Ki Kushood!
Hai Abhi Seena-e-Aflak Mein Oinhan Wo NawaJis Ki Garmi Se Pighal Jaye Sitaron Ka Wujood
Jis Taseer Se Adam Ho Gham-o-Khof Se PakAur Paida Ho Ayazi Se Maqam-e-Mehmood
Mah-o-Anjum Ka Ye Hairat Kadah Baqi Na RaheTu Rahe Aur Tera Zamzama-e-La-Mujood
Jis Ko Mashroo Samjhte Hain Faqeehan-e-KhudiMuntazir Hai Kisi Mutarib Ka Abhi Tak Woh Surood!