Pani Bhi Musakhar Hai, Hawa Bhi Ai MusakharKya Ho Jo Nigah-e-Falak-e-Peer Baal Jaye
Dekha Hai Mulookiat-e-Afrang Ne Jo KhawabMumkin Hai Ke Uss Khawab Ki Tabeer Badal Jaye
Tehran Ho Gar Alam-e-Mashriq Ka JeneevaShaid Kurra-e-Arz Ki Taqdeer Badal Jaye!