قضا کے سامنے بے کار ہوتے ہیں حواس اکبرکھلی ہوتی ہیں گو آنکھیں مگر بینا نہیں ہوتیںqazā ke sāmne be-kār hote haiñ havās 'akbar'khulī hotī haiñ go āñkheñ magar biinā nahīñ hotīñHusnاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
دل مایوس میں وہ شورشیں برپا نہیں ہوتیںامیدیں اس قدر ٹوٹیں کہ اب پیدا نہیں ہوتیںdil-e-māyūs meñ vo shorisheñ barpā nahīñ hotīñumīdeñ is qadar TūTīñ ki ab paidā nahīñ hotīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
مری بیتابیاں بھی جزو ہیں اک میری ہستی کییہ ظاہر ہے کہ موجیں خارج از دریا نہیں ہوتیںmirī betābiyāñ bhī juzv haiñ ik merī hastī kīye zāhir hai ki maujeñ ḳhārij az dariyā nahīñ hotīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
وہی پریاں ہیں اب بھی راجا اندر کے اکھاڑے میںمگر شہزادۂ گلفام پر شیدا نہیں ہوتیںvahī pariyāñ haiñ ab bhī raajā indar ke akhāḌe meñmagar shahzāda-e-gulfām par shaidā nahīñ hotīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
یہاں کی عورتوں کو علم کی پروا نہیں بے شکمگر یہ شوہروں سے اپنے بے پروا نہیں ہوتیںyahāñ kī auratoñ ko ilm kī parvā nahīñ be-shakmagar ye shauharoñ se apne be-parvā nahīñ hotīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
ہے وہ غرور حسن سے بیگانۂ وفاہرچند اس کے پاس دل حق شناس ہےhai vo ġhurūr-e-husn se begāna-e-vafāhar-chand us ke paas dil-e-haq-shanās haiمرزا غالبMirza Ghalib
تو کبھی اس قوم کی تہذیب کا گہوارہ تھاحسن عالم سوز جس کا آتش نظارہ تھاTu Kabhi Uss Qoum Ki Tehzeeb Ka Gehwara ThaHusn-e-Alam Souz Jis Ka Atish-e-Nazzara Thaعلامہ اقبالAllama Iqbal