زندگانی کا مزا ملتا تھا جن کی بزم میںان کی قبروں کا بھی اب مجھ کو پتا ملتا نہیںzindagānī kā mazā miltā thā jin kī bazm meñun kī qabroñ kā bhī ab mujh ko patā miltā nahīñMautاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
فلسفی کو بحث کے اندر خدا ملتا نہیںڈور کو سلجھا رہا ہے اور سرا ملتا نہیںfalsafī ko bahs ke andar ḳhudā miltā nahīñDor ko suljhā rahā hai aur sirā miltā nahīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
معرفت خالق کی عالم میں بہت دشوار ہےشہر تن میں جب کہ خود اپنا پتا ملتا نہیںma.arifat ḳhāliq kī aalam meñ bahut dushvār haishahr-e-tan meñ jab ki ḳhud apnā patā miltā nahīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
غافلوں کے لطف کو کافی ہے دنیاوی خوشیعاقلوں کو بے غم عقبی مزا ملتا نہیںġhāfiloñ ke lutf ko kaafī hai duniyāvī ḳhushīāqiloñ ko be-ġham-e-uqbā mazā miltā nahīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
کشتئ دل کی الہی بحر ہستی میں ہو خیرناخدا ملتے ہیں لیکن با خدا ملتا نہیںkashti-e-dil kī ilāhī bahr-e-hastī meñ ho ḳhairnāḳhudā milte haiñ lekin bā-ḳhudā miltā nahīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
اشعار-۳ جی جلے ذوق فنا کی نا تمامی پر نہ کیوںہم نہیں جلتے، نفس ہر چند آتش بار ہےمرزا غالبMirza Ghalib
ابر نیساں! یہ تنک بخشی شبنم کب تکمرے کہسار کے لالے ہیں تہی جام ابھیAbar-e-Neesan! Ye Tunak Bakhsi-e-Shabnam Kab TakMere Kuhsar Ke Lale Hain Tehi Jaam Abhiعلامہ اقبالAllama Iqbal
بادہ گردان عجم وہ ، عربی میری شرابمرے ساغر سے جھجکتے ہیں مے آشام ابھیBadah Gardan-e-Ajam Woh, Arabi Meri SharabMere Saghir Se Jhijhakte Hain Mai Ashaam Abhiعلامہ اقبالAllama Iqbal