کہاں کا شرقی کہاں کا غربی تمام دکھ سکھ ہے یہ مساوییہاں بھی اک بامراد خوش ہے وہاں بھی اک غم سے جل رہا ہےkahāñ kā sharqī kahāñ kā ġharbī tamām dukh sukh hai ye masāvīyahāñ bhī ik bā-murād ḳhush hai vahāñ bhī ik ġham se jal rahā haiGhamاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
خوشی ہے سب کو کہ آپریشن میں خوب نشتر یہ چل رہا ہےکسی کو اس کی خبر نہیں ہے مریض کا دم نکل رہا ہےḳhushī hai sab ko ki operation meñ ḳhuub nishtar ye chal rahā haikisī ko is kī ḳhabar nahīñ hai marīz kā dam nikal rahā haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
فنا اسی رنگ پر ہے قائم فلک وہی چال چل رہا ہےشکستہ و منتشر ہے وہ کل جو آج سانچے میں ڈھل رہا ہےfanā isī rañg par hai qaa.im falak vahī chaal chal rahā haishikasta o muntashir hai vo kal jo aaj sāñche meñ Dhal rahā haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
یہ دیکھتے ہو جو کاسۂ سر غرور غفلت سے کل تھا مملویہی بدن ناز سے پلا تھا جو آج مٹی میں گل رہا ہےye dekhte ho jo kāsa-e-sar ġhurūr-e-ġhaflat se kal thā mamlūyahī badan naaz se palā thā jo aaj miTTī meñ gal rahā haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
سمجھ ہو جس کی بلیغ سمجھے نظر ہو جس کی وسیع دیکھےابھی یہاں خاک بھی اڑے گی جہاں یہ قلزم ابل رہا ہےsamajh ho jis kī balīġh samjhe nazar ho jis kī vasī.a dekheabhī yahāñ ḳhaak bhī uḌegī jahāñ ye qulzum ubal rahā haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
نمایاں ہو کے دکھلا دے کبھی ان کو جمال اپنابہت مدت سے چرچے ہیں ترے باریک بینوں میںNamayan Ho Ke Dikhla De Kabhi In Ko Jamal ApnaBohat Muddat Se Cherche Hain Tere Bareek Beenon Meinعلامہ اقبالAllama Iqbal
نہ نکلا آنکھ سے تیری اک آنسو اس جراحت پرکیا سینے میں جس نے خوں چکاں مژگان سوزن کوna niklā aañkh se terī ik aañsū us jarāhat parkiyā siine meñ jis ne ḳhūñ-chakāñ mizhgān-e-sozan koمرزا غالبMirza Ghalib