سمجھ ہو جس کی بلیغ سمجھے نظر ہو جس کی وسیع دیکھےابھی یہاں خاک بھی اڑے گی جہاں یہ قلزم ابل رہا ہےsamajh ho jis kī balīġh samjhe nazar ho jis kī vasī.a dekheabhī yahāñ ḳhaak bhī uḌegī jahāñ ye qulzum ubal rahā haiDuniyaاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
خوشی ہے سب کو کہ آپریشن میں خوب نشتر یہ چل رہا ہےکسی کو اس کی خبر نہیں ہے مریض کا دم نکل رہا ہےḳhushī hai sab ko ki operation meñ ḳhuub nishtar ye chal rahā haikisī ko is kī ḳhabar nahīñ hai marīz kā dam nikal rahā haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
فنا اسی رنگ پر ہے قائم فلک وہی چال چل رہا ہےشکستہ و منتشر ہے وہ کل جو آج سانچے میں ڈھل رہا ہےfanā isī rañg par hai qaa.im falak vahī chaal chal rahā haishikasta o muntashir hai vo kal jo aaj sāñche meñ Dhal rahā haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
یہ دیکھتے ہو جو کاسۂ سر غرور غفلت سے کل تھا مملویہی بدن ناز سے پلا تھا جو آج مٹی میں گل رہا ہےye dekhte ho jo kāsa-e-sar ġhurūr-e-ġhaflat se kal thā mamlūyahī badan naaz se palā thā jo aaj miTTī meñ gal rahā haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
کہاں کا شرقی کہاں کا غربی تمام دکھ سکھ ہے یہ مساوییہاں بھی اک بامراد خوش ہے وہاں بھی اک غم سے جل رہا ہےkahāñ kā sharqī kahāñ kā ġharbī tamām dukh sukh hai ye masāvīyahāñ bhī ik bā-murād ḳhush hai vahāñ bhī ik ġham se jal rahā haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
یہ جبر و قہر نہیں ہے ، یہ عشق و مستی ہےکہ جبر و قہر سے ممکن نہیں جہاں بانیYe Jabr-e-Qehr Nahin, Ye Ishq-o-Masti HaiKe Jabr-o-Qehr Se Mumkin Nahin Jahan Baaniعلامہ اقبالAllama Iqbal
تری نگاہ میں ہے معجزات کی دنیامری نگاہ میں ہے حادثات کی دنیاTeri Nigah Mein Hai Maujazat Ki DunyaMerinigah Mein Hai Hadsaat Ki Dunyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
تخیلات کی دنیا غریب ہے، لیکنغریب تر ہے حیات و ممات کی دنیاTakhiyulat Ki Dunya Ghareeb Hai, LekinGhareeb Tar Hai Hayat-o-Mumat Ki Dunyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
عجب نہیں کہ بدل دے اسے نگاہ تریبلا رہی ہے تجھے ممکنات کی دنیاAjab Nahin Ke Badal De Isse Nigah TeriBula Rahi Hai Tujhe Mumkinat Ki Dunyaعلامہ اقبالAllama Iqbal