یہی نظر ہے جو اب قاتل زمانہ ہوئییہی نظر ہے کہ اٹھتی نہ تھی کسی کی طرفyahī nazar hai jo ab qātil-e-zamāna huīyahī nazar hai ki uThtī na thī kisī kī tarafDuniyaاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
انہیں نگاہ ہے اپنے جمال ہی کی طرفنظر اٹھا کے نہیں دیکھتے کسی کی طرفunheñ nigāh hai apne jamāl hī kī tarafnazar uThā ke nahīñ dekhte kisī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
توجہ اپنی ہو کیا فن شاعری کی طرفنظر ہر ایک کی جاتی ہے عیب ہی کی طرفtavajjoh apnī ho kyā fann-e-shā.irī kī tarafnazar har ek kī jaatī hai aib hī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
لکھا ہوا ہے جو رونا مرے مقدر میںخیال تک نہیں جاتا کبھی ہنسی کی طرفlikhā huā hai jo ronā mire muqaddar meñḳhayāl tak nahīñ jaatā kabhī hañsī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
تمہارا سایہ بھی جو لوگ دیکھ لیتے ہیںوہ آنکھ اٹھا کے نہیں دیکھتے پری کی طرفtumhārā saaya bhī jo log dekh lete haiñvo aañkh uThā ke nahīñ dekhte parī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
جہان صوت و صدا میں سما نہیں سکتیلطیفہ ازلی ہے فغان چنگ و ربابJahan-E-Soot-O-Sada Mein Sama Nahin SaktiLatifa’ay Azali Hai Afghan-E-Ching-O-Rubabعلامہ اقبالAllama Iqbal
زمانہ عہد میں اس کے ہے محو آرایشبنیں گے اور ستارے اب آسماں کے لیےzamāna ahd meñ us ke hai mahv-e-ārā.ishbaneñge aur sitāre ab āsmāñ ke liyeمرزا غالبMirza Ghalib