لکھا ہوا ہے جو رونا مرے مقدر میںخیال تک نہیں جاتا کبھی ہنسی کی طرفlikhā huā hai jo ronā mire muqaddar meñḳhayāl tak nahīñ jaatā kabhī hañsī kī tarafGhamMautاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
انہیں نگاہ ہے اپنے جمال ہی کی طرفنظر اٹھا کے نہیں دیکھتے کسی کی طرفunheñ nigāh hai apne jamāl hī kī tarafnazar uThā ke nahīñ dekhte kisī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
توجہ اپنی ہو کیا فن شاعری کی طرفنظر ہر ایک کی جاتی ہے عیب ہی کی طرفtavajjoh apnī ho kyā fann-e-shā.irī kī tarafnazar har ek kī jaatī hai aib hī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
تمہارا سایہ بھی جو لوگ دیکھ لیتے ہیںوہ آنکھ اٹھا کے نہیں دیکھتے پری کی طرفtumhārā saaya bhī jo log dekh lete haiñvo aañkh uThā ke nahīñ dekhte parī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
بلا میں پھنستا ہے دل مفت جان جاتی ہےخدا کسی کو نہ لے جائے اس گلی کی طرفbalā meñ phañstā hai dil muft jaan jaatī haiḳhudā kisī ko na le jaa.e us galī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi