بلا میں پھنستا ہے دل مفت جان جاتی ہےخدا کسی کو نہ لے جائے اس گلی کی طرفbalā meñ phañstā hai dil muft jaan jaatī haiḳhudā kisī ko na le jaa.e us galī kī tarafKhudaاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
انہیں نگاہ ہے اپنے جمال ہی کی طرفنظر اٹھا کے نہیں دیکھتے کسی کی طرفunheñ nigāh hai apne jamāl hī kī tarafnazar uThā ke nahīñ dekhte kisī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
توجہ اپنی ہو کیا فن شاعری کی طرفنظر ہر ایک کی جاتی ہے عیب ہی کی طرفtavajjoh apnī ho kyā fann-e-shā.irī kī tarafnazar har ek kī jaatī hai aib hī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
لکھا ہوا ہے جو رونا مرے مقدر میںخیال تک نہیں جاتا کبھی ہنسی کی طرفlikhā huā hai jo ronā mire muqaddar meñḳhayāl tak nahīñ jaatā kabhī hañsī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
تمہارا سایہ بھی جو لوگ دیکھ لیتے ہیںوہ آنکھ اٹھا کے نہیں دیکھتے پری کی طرفtumhārā saaya bhī jo log dekh lete haiñvo aañkh uThā ke nahīñ dekhte parī kī tarafاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
خدا کے عاشق تو ہیں ہزاروں بنوں میں پھرتے ہیں مارے مارےمیں اس کا بندہ بنوں گا جس کو خدا کے بندوں سے پیار ہوگاḳhudā ke āshiq to haiñ hazāroñ banoñ meñ phirte haiñ maare maaremaiñ us kā banda banūñgā jis ko ḳhudā ke bandoñ se pyaar hogāعلامہ اقبالAllama Iqbal
غالب خدا کرے کہ سوار سمند نازدیکھوں علی بہادر عالی گہر کو میں'ġhālib' ḳhudā kare ki savār-e-samand-e-nāzdekhūñ alī bahādur-e-ālī-guhar ko maiñمرزا غالبMirza Ghalib