عذر جانے میں نہ کر اے قاصدتو بھی نادان ہوا جاتا ہےuzr jaane meñ na kar ai qāsidtū bhī nādān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
دل پریشان ہوا جاتا ہےاور سامان ہوا جاتا ہےdil pareshān huā jaatā haiaur sāmān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خدمت پیر مغاں کر زاہدتو اب انسان ہوا جاتا ہےḳhidmat-e-pīr-e-muġhāñ kar zāhidtū ab insān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
موت سے پہلے مجھے قتل کرواس کا احسان ہوا جاتا ہےmaut se pahle mujhe qatl karous kā ehsān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
لذت عشق الہی مٹ جائےدرد ارمان ہوا جاتا ہےlazzat-e-ishq ilāhī miT jaa.edard armān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi