تیر آخر بدل کافر ہےہم اخیر آج دعا کرتے ہیںtiir āḳhir badal-e-kāfir haiham aḳhīr aaj duā karte haiñKhudaداغؔ دہلویDagh Dehlvi
اس ادا سے وہ جفا کرتے ہیںکوئی جانے کہ وفا کرتے ہیںis adā se vo jafā karte haiñkoī jaane ki vafā karte haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
یوں وفا عہد وفا کرتے ہیںآپ کیا کہتے ہیں کیا کرتے ہیںyuuñ vafā ahd-e-vafā karte haiñaap kyā kahte haiñ kyā karte haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
ہم کو چھیڑوگے تو پچھتاؤگےہنسنے والوں سے ہنسا کرتے ہیںham ko chheḌoge to pachhtāogehañsne vāloñ se hañsā karte haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
نامہ بر تجھ کو سلیقہ ہی نہیںکام باتوں میں بنا کرتے ہیںnāma-bar tujh ko salīqa hī nahīñkaam bātoñ meñ banā karte haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
اگر ہنگامہ ہائے شوق سے ہے لا مکاں خالیخطا کس کی ہے یا رب لا مکاں تیرا ہے یا میراagar hañgāma-hā-e-shauq se hai lā-makāñ ḳhālīḳhatā kis kī hai yā rab lā-makāñ terā hai yā merāعلامہ اقبالAllama Iqbal
پھونکا ہے کس نے گوش محبت میں اے خداافسون انتظار تمنا کہیں جسےphūñkā hai kis ne gosh-e-mohabbat meñ ai ḳhudāafsūn-e-intizār tamannā kaheñ jiseمرزا غالبMirza Ghalib
آئے ہیں میر کافر ہو کر خدا کے گھر میںپیشانی پر ہے قشقہ زنار ہے کمر میںaa.e haiñ 'mīr' kāfir ho kar ḳhudā ke ghar meñpeshānī par hai qashqa zunnār hai kamar meñمیر تقی میرMir Taqi Mir