یہ تو بجا کہ آپ کو دنیا سے کیا غرضجاتی ہے جس کی جان اسے جان جائیےye to bajā ki aap ko duniyā se kyā ġharazjaatī hai jis kī jaan use jaan jā.iyeDuniyaداغؔ دہلویDagh Dehlvi
اب وہ یہ کہہ رہے ہیں مری مان جائیےاللہ تیری شان کے قربان جائیےab vo ye kah rahe haiñ mirī maan jā.iyeallāh terī shaan ke qurbān jā.iyeداغؔ دہلویDagh Dehlvi
بگڑے ہوئے مزاج کو پہچان جائیےسیدھی طرح نہ مانئے گا مان جائیےbigḌe hue mizāj ko pahchān jā.iyesīdhī tarah na māniyegā maan jā.iyeداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کس کا ہے خوف روکنے والا ہی کون ہےہر روز کیوں نہ جائیے مہمان جائیےkis kā hai ḳhauf rokne vaalā hī kaun haihar roz kyuuñ na jā.iye mehmān jā.iyeداغؔ دہلویDagh Dehlvi
محفل میں کس نے آپ کو دل میں چھپا لیااتنوں میں کون چور ہے پہچان جائیےmahfil meñ kis ne aap ko dil meñ chhupā liyāitnoñ meñ kaun chor hai pahchān jā.iyeداغؔ دہلویDagh Dehlvi
مری نوائے غم آلود ہے متاع عزیزجہاں میں عام نہیں دولت دل ناشادMeri Nawa’ay Gham Aalood Hai Mataa-E-AzizJahan Mein Aam Nahin Doulat-E-Dil Na-Shaadعلامہ اقبالAllama Iqbal