جان تم پر نثار کرتا ہوںمیں نہیں جانتا دعا کیا ہےjaan tum par nisār kartā huuñmaiñ nahīñ jāntā duā kyā haiKhudaمرزا غالبMirza Ghalib
دل ناداں تجھے ہوا کیا ہےآخر اس درد کی دوا کیا ہےdil-e-nādāñ tujhe huā kyā haiāḳhir is dard kī davā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
ہم ہیں مشتاق اور وہ بیزاریا الہی یہ ماجرا کیا ہےham haiñ mushtāq aur vo be-zāryā ilāhī ye mājrā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
میں بھی منہ میں زبان رکھتا ہوںکاش پوچھو کہ مدعا کیا ہےmaiñ bhī muñh meñ zabān rakhtā huuñkaash pūchho ki mudda.ā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
جب کہ تجھ بن نہیں کوئی موجودپھر یہ ہنگامہ اے خدا کیا ہےjab ki tujh bin nahīñ koī maujūdphir ye hañgāma ai ḳhudā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
خدا کے عاشق تو ہیں ہزاروں بنوں میں پھرتے ہیں مارے مارےمیں اس کا بندہ بنوں گا جس کو خدا کے بندوں سے پیار ہوگاḳhudā ke āshiq to haiñ hazāroñ banoñ meñ phirte haiñ maare maaremaiñ us kā banda banūñgā jis ko ḳhudā ke bandoñ se pyaar hogāعلامہ اقبالAllama Iqbal
غالب خدا کرے کہ سوار سمند نازدیکھوں علی بہادر عالی گہر کو میں'ġhālib' ḳhudā kare ki savār-e-samand-e-nāzdekhūñ alī bahādur-e-ālī-guhar ko maiñمرزا غالبMirza Ghalib