غیر سے رات کیا بنی یہ جو کہا تو دیکھیےسامنے آن بیٹھنا اور یہ دیکھنا کہ یوںġhair se raat kyā banī ye jo kahā to dekhiyesāmne aan baiThnā aur ye dekhnā ki yuuñRaatمرزا غالبMirza Ghalib
غنچۂ ناشگفتہ کو دور سے مت دکھا کہ یوںبوسہ کو پوچھتا ہوں میں منہ سے مجھے بتا کہ یوںġhuncha-e-nā-shagufta ko duur se mat dikhā ki yuuñbose ko pūchhtā huuñ maiñ muñh se mujhe batā ki yuuñمرزا غالبMirza Ghalib
پرسش طرز دلبری کیجیے کیا کہ بن کہےاس کے ہر ایک اشارہ سے نکلے ہے یہ ادا کہ یوںpursish-e-tarz-e-dilbarī kījiye kyā ki bin kaheus ke har ek ishāre se nikle hai ye adā ki yuuñمرزا غالبMirza Ghalib
رات کے وقت مے پیے ساتھ رقیب کو لیےآئے وہ یاں خدا کرے پر نہ کرے خدا کہ یوںraat ke vaqt mai piye saath raqīb ko liyeaa.e vo yaañ ḳhudā kare par na kare ḳhudā ki yuuñمرزا غالبMirza Ghalib
بزم میں اس کے روبرو کیوں نہ خموش بیٹھیےاس کی تو خامشی میں بھی ہے یہی مدعا کہ یوںbazm meñ us ke rū-ba-rū kyuuñ na ḳhamosh baiThiyeus kī to ḳhāmushī meñ bhī hai yahī mudda.ā ki yuuñمرزا غالبMirza Ghalib
چمک تارے سے مانگی ، چاند سے داغ جگر مانگااڑائی تیرگی تھوڑی سی شب کی زلف برہم سےChamak Tare Se Mangi, Chand Se Dagh-e-Jigar MangaUrhayi Teergi Thori Si Shab Ki Zulf-e-Barham Seعلامہ اقبالAllama Iqbal
ملا جواب کہ تصویر خانہ ہے دنیاشب دراز عدم کا فسانہ ہے دنیاMila Jawab Ke Tasveer-e-Khana Hai DunyaShab-e-Daraz-e-Aadam Ka Fasana Hai Dunyaعلامہ اقبالAllama Iqbal