رات کے وقت مے پیے ساتھ رقیب کو لیےآئے وہ یاں خدا کرے پر نہ کرے خدا کہ یوںraat ke vaqt mai piye saath raqīb ko liyeaa.e vo yaañ ḳhudā kare par na kare ḳhudā ki yuuñKhudaMai-kadaRaatمرزا غالبMirza Ghalib
غنچۂ ناشگفتہ کو دور سے مت دکھا کہ یوںبوسہ کو پوچھتا ہوں میں منہ سے مجھے بتا کہ یوںġhuncha-e-nā-shagufta ko duur se mat dikhā ki yuuñbose ko pūchhtā huuñ maiñ muñh se mujhe batā ki yuuñمرزا غالبMirza Ghalib
پرسش طرز دلبری کیجیے کیا کہ بن کہےاس کے ہر ایک اشارہ سے نکلے ہے یہ ادا کہ یوںpursish-e-tarz-e-dilbarī kījiye kyā ki bin kaheus ke har ek ishāre se nikle hai ye adā ki yuuñمرزا غالبMirza Ghalib
غیر سے رات کیا بنی یہ جو کہا تو دیکھیےسامنے آن بیٹھنا اور یہ دیکھنا کہ یوںġhair se raat kyā banī ye jo kahā to dekhiyesāmne aan baiThnā aur ye dekhnā ki yuuñمرزا غالبMirza Ghalib
بزم میں اس کے روبرو کیوں نہ خموش بیٹھیےاس کی تو خامشی میں بھی ہے یہی مدعا کہ یوںbazm meñ us ke rū-ba-rū kyuuñ na ḳhamosh baiThiyeus kī to ḳhāmushī meñ bhī hai yahī mudda.ā ki yuuñمرزا غالبMirza Ghalib
عجب واعظ کی دینداری ہے یا ربعداوت ہے اسے سارے جہاں سےAjab Waiz Ki Deen-Dari Hai Ya Rab!Adawat Hai Isse Sare Jahan Seعلامہ اقبالAllama Iqbal
انوکھی وضع ہے ، سارے زمانے سے نرالے ہیںیہ عاشق کون سی بستی کے یا رب رہنے والے ہیںAnokhi Waza Hai, Sare Zamane Se Nirale HainYe Ashiq Kon Si Basti Ke Ya-Rab Rehne Wale Hainعلامہ اقبالAllama Iqbal