تھا میں گلدستۂ احباب کی بندش کی گیاہمتفرق ہوئے میرے رفقا میرے بعدthā maiñ guldasta-e-ahbāb kī bandish kī giyāhmutafarriq hue mere rufaqā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib
حسن غمزے کی کشاکش سے چھٹا میرے بعدبارے آرام سے ہیں اہل جفا میرے بعدhusn ġhamze kī kashākash se chhuTā mere ba.adbaare ārām se haiñ ahl-e-jafā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib
منصب شیفتگی کے کوئی قابل نہ رہاہوئی معزولی انداز و ادا میرے بعدmansab-e-sheftagī ke koī qābil na rahāhuī māzūli-e-andāz-o-adā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib
شمع بجھتی ہے تو اس میں سے دھواں اٹھتا ہےشعلۂ عشق سیہ پوش ہوا میرے بعدsham.a bujhtī hai to us meñ se dhuāñ uThtā haisho.ala-e-ishq siyah-posh huā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib
خوں ہے دل خاک میں احوال بتاں پر یعنیان کے ناخن ہوئے محتاج حنا میرے بعدḳhuuñ hai dil ḳhaak meñ ahvāl-e-butāñ par ya.anīun ke nāḳhun hue mohatāj-e-hinā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib