بخشے ہے جلوۂ گل ذوق تماشا غالبچشم کو چاہیے ہر رنگ میں وا ہو جاناbaḳhshe hai jalva-e-gul zauq-e-tamāshā 'ġhālib'chashm ko chāhiye har rañg meñ vā ho jaanāBaharمرزا غالبMirza Ghalib
عشرت قطرہ ہے دریا میں فنا ہو جانادرد کا حد سے گزرنا ہے دوا ہو جاناishrat-e-qatra hai dariyā meñ fanā ho jaanādard kā had se guzarnā hai davā ho jaanāمرزا غالبMirza Ghalib
تجھ سے قسمت میں مری صورت قفل ابجدتھا لکھا بات کے بنتے ہی جدا ہو جاناtujh se qismat meñ mirī sūrat-e-qufl-e-abjadthā likhā baat ke bante hī judā ho jaanāمرزا غالبMirza Ghalib
دل ہوا کشمکش چارۂ زحمت میں تماممٹ گیا گھسنے میں اس عقدے کا وا ہو جاناdil huā kasmakash-e-chāra-e-zehmat meñ tamāmmiT gayā ghisne meñ is uqde kā vā ho jaanāمرزا غالبMirza Ghalib
اب جفا سے بھی ہیں محروم ہم اللہ اللہاس قدر دشمن ارباب وفا ہو جاناab jafā se bhī haiñ mahrūm ham allāh allāhis qadar dushman-e-arbāb-e-vafā ho jaanāمرزا غالبMirza Ghalib
بہا ہے یاں تک اشکوں میں غبار کلفت خاطرکہ چشم تر میں ہر اک پارۂ دل پائے در گل ہےbahā hai yaañ tak ashkoñ meñ ġhubār-e-kulfat-e-ḳhātirki chashm-e-tar meñ har ik pāra-e-dil pā-e-dar-gil haiمرزا غالبMirza Ghalib
حضور حق سے چلا لے کے لولوئے لالاوہ ابر جس سے رگ گل ہے مثل تار نفسHuzoor-e-Haq Se Chala Le Ke Luluye LalaWoh Abar Jis Se Rag-e-Gul Hai Misl-e-Taar-e-Nafsعلامہ اقبالAllama Iqbal