ہے جستجو کہ خوب سے ہے خوب تر کہاںاب ٹھہرتی ہے دیکھیے جا کر نظر کہاںhai justujū ki ḳhuub se hai ḳhūb-tar kahāñab Thahartī hai dekhiye jā kar nazar kahāñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
ہیں دور جام اول شب میں خودی سے دورہوتی ہے آج دیکھیے ہم کو سحر کہاںhaiñ daur-e-jām-e-avval-e-shab meñ ḳhudī se duurhotī hai aaj dekhiye ham ko sahar kahāñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
یا رب اس اختلاط کا انجام ہو بخیرتھا اس کو ہم سے ربط مگر اس قدر کہاںyā rab is iḳhtilāt kā anjām ho ba-ḳhairthā us ko ham se rabt magar is qadar kahāñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
اک عمر چاہیئے کہ گوارا ہو نیش عشقرکھی ہے آج لذت زخم جگر کہاںik umr chāhiye ki gavārā ho nīsh-e-ishqrakkhī hai aaj lazzat-e-zaḳhm-e-jigar kahāñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
بس ہو چکا بیاں کسل و رنج راہ کاخط کا مرے جواب ہے اے نامہ بر کہاںbas ho chukā bayāñ kasal-o-ranj-e-rāh kāḳhat kā mire javāb hai ai nāma-bar kahāñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali