اک عمر چاہیئے کہ گوارا ہو نیش عشقرکھی ہے آج لذت زخم جگر کہاںik umr chāhiye ki gavārā ho nīsh-e-ishqrakkhī hai aaj lazzat-e-zaḳhm-e-jigar kahāñIshqGhamالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
ہے جستجو کہ خوب سے ہے خوب تر کہاںاب ٹھہرتی ہے دیکھیے جا کر نظر کہاںhai justujū ki ḳhuub se hai ḳhūb-tar kahāñab Thahartī hai dekhiye jā kar nazar kahāñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
ہیں دور جام اول شب میں خودی سے دورہوتی ہے آج دیکھیے ہم کو سحر کہاںhaiñ daur-e-jām-e-avval-e-shab meñ ḳhudī se duurhotī hai aaj dekhiye ham ko sahar kahāñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
یا رب اس اختلاط کا انجام ہو بخیرتھا اس کو ہم سے ربط مگر اس قدر کہاںyā rab is iḳhtilāt kā anjām ho ba-ḳhairthā us ko ham se rabt magar is qadar kahāñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
بس ہو چکا بیاں کسل و رنج راہ کاخط کا مرے جواب ہے اے نامہ بر کہاںbas ho chukā bayāñ kasal-o-ranj-e-rāh kāḳhat kā mire javāb hai ai nāma-bar kahāñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
آہ! کیوں دکھ دینے والی شے سے تجھ کو پیار ہےکھیل اس کاغذ کے ٹکڑے سے ، یہ بے آزار ہےAh! Kyun Dukh Dene Wali Shay Se Tujh Ko Pyar HaiKhail Iss Kaghaz Ke Tukre Se, Ye Be-Azaar Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal