کچھ پتا منزل مقصود کا پایا ہم نےجب یہ جانا کہ ہمیں طاقت رفتار نہیںkuchh patā manzil-e-maqsūd kā paayā ham nejab ye jaanā ki hameñ tāqat-e-raftār nahīñKhudiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
میں تو میں غیر کو مرنے سے اب انکار نہیںاک قیامت ہے ترے ہاتھ میں تلوار نہیںmaiñ to maiñ ġhair ko marne se ab inkār nahīñik qayāmat hai tire haath meñ talvār nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
چشم بد دور بہت پھرتے ہیں اغیار کے ساتھغیرت عشق سے اب تک وہ خبردار نہیںchashm-e-bad-dūr bahut phirte haiñ aġhyār ke saathġhairat-e-ishq se ab tak vo ḳhabar-dār nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
ہو چکا ناز اٹھانے میں ہے گو کام تمامللہ الحمد کہ باہم کوئی تکرار نہیںho chukā naaz uThāne meñ hai go kaam tamāmlillāhil-hamd ki bāham koī takrār nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
مدتوں رشک نے اغیار سے ملنے نہ دیادل نے آخر یہ دیا حکم کہ کچھ عار نہیںmuddatoñ rashk ne aġhyār se milne na diyādil ne āḳhir ye diyā hukm ki kuchh aar nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
اسے صبح ازل انکار کی جرأت ہوئی کیوں کرمجھے معلوم کیا وہ رازداں تیرا ہے یا میراuse sub.h-e-azal inkār kī jur.at huī kyūñkarmujhe mālūm kyā vo rāz-dāñ terā hai yā merāعلامہ اقبالAllama Iqbal
جاں داد گاں کا حوصلہ فرصت گداز ہےیاں عرصۂ طپیدن بسمل نہیں رہاjāñ-dād-gāñ kā hausla fursat-gudāz haiyaañ arsa-e-tapīdan-e-bismil nahīñ rahāمرزا غالبMirza Ghalib
برق کم حوصلہ ہے ہم بھی تودل کو بے قرار رکھتے ہیںbarq kam-hausla hai ham bhī todil ko be-qarār rakhte haiñمیر تقی میرMir Taqi Mir