ہو چکا ناز اٹھانے میں ہے گو کام تمامللہ الحمد کہ باہم کوئی تکرار نہیںho chukā naaz uThāne meñ hai go kaam tamāmlillāhil-hamd ki bāham koī takrār nahīñHusnالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
میں تو میں غیر کو مرنے سے اب انکار نہیںاک قیامت ہے ترے ہاتھ میں تلوار نہیںmaiñ to maiñ ġhair ko marne se ab inkār nahīñik qayāmat hai tire haath meñ talvār nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
کچھ پتا منزل مقصود کا پایا ہم نےجب یہ جانا کہ ہمیں طاقت رفتار نہیںkuchh patā manzil-e-maqsūd kā paayā ham nejab ye jaanā ki hameñ tāqat-e-raftār nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
چشم بد دور بہت پھرتے ہیں اغیار کے ساتھغیرت عشق سے اب تک وہ خبردار نہیںchashm-e-bad-dūr bahut phirte haiñ aġhyār ke saathġhairat-e-ishq se ab tak vo ḳhabar-dār nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
مدتوں رشک نے اغیار سے ملنے نہ دیادل نے آخر یہ دیا حکم کہ کچھ عار نہیںmuddatoñ rashk ne aġhyār se milne na diyādil ne āḳhir ye diyā hukm ki kuchh aar nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
تو ہزار عذر کرے مگر ہمیں رشک ہے اور ہی کچھ جگرتری اضطراب نگاہ سے ترے احتیاط کلام سےtū hazār uzr kare magar hameñ rashk hai aur hī kuchh 'jigar'tirī iztirāb-e-nigāh se tire ehtiyāt-e-kalām seجگر مرادآبادیJigar Moradabadi