ڈر نہیں غیر کا جو کچھ ہے سو اپنا ڈر ہےہم نے جب کھائی ہے اپنے ہی سے زک کھائی ہےDar nahīñ ġhair kā jo kuchh hai so apnā Dar haiham ne jab khaa.ī hai apne hī se zak khaa.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
وصل کا اس کے دل زار تمنائی ہےنہ ملاقات ہے جس سے نہ شناسائی ہےvasl kā us ke dil-e-zār tamannā.ī haina mulāqāt hai jis se na shanāsā.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
قطع امید نے دل کر دیے یکسو صد شکرشکل مدت میں یہ اللہ نے دکھلائی ہےqat.a ummīd ne dil kar diye yaksū sad shukrshakl muddat meñ ye allāh ne dikhlā.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
قوت دست خدائی ہے شکیبائی میںوقت جب آ کے پڑا ہے یہی کام آئی ہےquvvat-e-dast-e-ḳhudā.ī hai shakebā.ī meñvaqt jab aa ke paḌā hai yahī kaam aa.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
نشہ میں چور نہ ہوں جھانجھ میں مخمور نہ ہوںپند یہ پیر خرابات نے فرمائی ہےnashe meñ chuur na hoñ jhāñjh meñ maḳhmūr na hoñpand ye pīr-e-ḳharābāt ne farmā.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali