وصل کا اس کے دل زار تمنائی ہےنہ ملاقات ہے جس سے نہ شناسائی ہےvasl kā us ke dil-e-zār tamannā.ī haina mulāqāt hai jis se na shanāsā.ī haiUmeedالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
قطع امید نے دل کر دیے یکسو صد شکرشکل مدت میں یہ اللہ نے دکھلائی ہےqat.a ummīd ne dil kar diye yaksū sad shukrshakl muddat meñ ye allāh ne dikhlā.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
قوت دست خدائی ہے شکیبائی میںوقت جب آ کے پڑا ہے یہی کام آئی ہےquvvat-e-dast-e-ḳhudā.ī hai shakebā.ī meñvaqt jab aa ke paḌā hai yahī kaam aa.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
ڈر نہیں غیر کا جو کچھ ہے سو اپنا ڈر ہےہم نے جب کھائی ہے اپنے ہی سے زک کھائی ہےDar nahīñ ġhair kā jo kuchh hai so apnā Dar haiham ne jab khaa.ī hai apne hī se zak khaa.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
نشہ میں چور نہ ہوں جھانجھ میں مخمور نہ ہوںپند یہ پیر خرابات نے فرمائی ہےnashe meñ chuur na hoñ jhāñjh meñ maḳhmūr na hoñpand ye pīr-e-ḳharābāt ne farmā.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
کہن ہنگامہ ہائے آرزو سردکہ ہے مرد مسلماں کا لہو سردKuhan Hangama Ha’ay Arzoo SardKh Hai Mard-e-Musalman Ka Lahoo Sardعلامہ اقبالAllama Iqbal