جب ہوا ملک و مال رہزن ہوشبادشہ کو گدا کیا تو نےjab huā mulk o maal rahzan-e-hoshbādshah ko gadā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
دل کو درد آشنا کیا تو نےدرد دل کو دوا کیا تو نےdil ko dard-āshnā kiyā tū nedard-e-dil ko davā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
طبع انساں کو دی سرشت وفاخاک کو کیمیا کیا تو نےtab-e-insāñ ko dī sirisht-e-vafāḳhaak ko kīmiyā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
وصل جاناں محال ٹھہرایاقتل عاشق روا کیا تو نےvasl-e-jānāñ muhāl Thahrāyāqatl-e-āshiq ravā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
تھا نہ جز غم بساط عاشق میںغم کو راحت فزا کیا تو نےthā na juz ġham bisāt-e-āshiq meñġham ko rāhat-fazā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali