تھا نہ جز غم بساط عاشق میںغم کو راحت فزا کیا تو نےthā na juz ġham bisāt-e-āshiq meñġham ko rāhat-fazā kiyā tū neIshqGhamالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
دل کو درد آشنا کیا تو نےدرد دل کو دوا کیا تو نےdil ko dard-āshnā kiyā tū nedard-e-dil ko davā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
طبع انساں کو دی سرشت وفاخاک کو کیمیا کیا تو نےtab-e-insāñ ko dī sirisht-e-vafāḳhaak ko kīmiyā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
وصل جاناں محال ٹھہرایاقتل عاشق روا کیا تو نےvasl-e-jānāñ muhāl Thahrāyāqatl-e-āshiq ravā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
جان تھی اک وبال فرقت میںشوق کو جاں گزا کیا تو نےjaan thī ik vabāl furqat meñshauq ko jāñ-guzā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali