اے کہ غلامی سے ہے روح تری مضمحل!سینہء بے سوز میں ڈھونڈ خودی کا مقامAe Kh Ghulami Se Hai Rooh Teri MuzmahilSina’ay Be-Soz Mein Dhoond Khudi Ka Maqam !Khudiعلامہ اقبالAllama Iqbal
موت ہے اک سخت تر جس کا غلامی ہے نام!مکر و فن خواجگی کاش سمجھتا غلامMout Hai Ek Sakht Tar Jis Ka Ghlami Hai NaamMakar-O-Fan-E-Khawajgi Kash Samajhta Ghulam !علامہ اقبالAllama Iqbal
شرع ملوکانہ میں جدت احکام دیکھ!صور کا غوغا حلال، حشر کی لذت حرامShara-E-Malookana Mein Jiddat-E-Ehkaam DekhSoor Ka Ghogha Hilal, Hashar Ki Lazzat Haram !علامہ اقبالAllama Iqbal
ہر قدم کے ساتھ منزل لیکن اس کا کیا علاجعشق ہی کم بخت منزل آشنا ہوتا نہیںhar qadam ke saath manzil lekin is kā kyā ilaajishq hī kam-baḳht manzil-āshnā hotā nahīñجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
تو ایک ظل ہستی پھر کیسی خود پرستیسایہ کی پرورش ہے دامان بے خودی میںtū ek zill-e-hastī phir kaisī ḳhud-parastīsaaya kī parvarish hai dāmān-e-be-ḳhudī meñنظم طباطبائیNazm Tabatabai
خودی میں ڈوبتے ہیں پھر ابھر بھی آتے ہیںمگر یہ حوصلۂ مرد ہیچ کارہ نہیںḳhudī meñ Dūbte haiñ phir ubhar bhī aate haiñmagar ye hausla-e-mard-e-hech-kāra nahīñعلامہ اقبالAllama Iqbal