موت ہے اک سخت تر جس کا غلامي ہے نام
Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath
Mout Hai Ek Sakht Tar Jis Ka Ghlami Hai NaamMakar-O-Fan-E-Khawajgi Kash Samajhta Ghulam !
Shara-E-Malookana Mein Jiddat-E-Ehkaam DekhSoor Ka Ghogha Hilal, Hashar Ki Lazzat Haram !
Ae Kh Ghulami Se Hai Rooh Teri MuzmahilSina’ay Be-Soz Mein Dhoond Khudi Ka Maqam !