شیر مردوں سے ہوا بیشۂ تحقیق تہیرہ گئے صوفی و ملا کے غلام اے ساقیsher mardoñ se huā besha-e-tehqīq tahīrah ga.e suufī o mullā ke ġhulām ai saaqīMai-kadaعلامہ اقبالAllama Iqbal
لا پھر اک بار وہی بادہ و جام اے ساقیہاتھ آ جائے مجھے میرا مقام اے ساقیlā phir ik baar vahī baada o jaam ai saaqīhaath aa jaa.e mujhe merā maqām ai saaqīعلامہ اقبالAllama Iqbal
تین سو سال سے ہیں ہند کے مے خانے بنداب مناسب ہے ترا فیض ہو عام اے ساقیtiin sau saal se haiñ hind ke mai-ḳhāne bandab munāsib hai tirā faiz ho aam ai saaqīعلامہ اقبالAllama Iqbal
میری مینائے غزل میں تھی ذرا سی باقیشیخ کہتا ہے کہ ہے یہ بھی حرام اے ساقیmerī mīnā-e-ġhazal meñ thī zarā sī baaqīsheḳh kahtā hai ki hai ye bhī harām ai saaqīعلامہ اقبالAllama Iqbal
عشق کی تیغ جگردار اڑا لی کس نےعلم کے ہاتھ میں خالی ہے نیام اے ساقیishq kī teġh-e-jigar-dār uḌā lī kis neilm ke haath meñ ḳhālī hai niyām ai saaqīعلامہ اقبالAllama Iqbal