عشق کی تیغ جگردار اڑا لی کس نےعلم کے ہاتھ میں خالی ہے نیام اے ساقیishq kī teġh-e-jigar-dār uḌā lī kis neilm ke haath meñ ḳhālī hai niyām ai saaqīIshqMai-kadaعلامہ اقبالAllama Iqbal
لا پھر اک بار وہی بادہ و جام اے ساقیہاتھ آ جائے مجھے میرا مقام اے ساقیlā phir ik baar vahī baada o jaam ai saaqīhaath aa jaa.e mujhe merā maqām ai saaqīعلامہ اقبالAllama Iqbal
تین سو سال سے ہیں ہند کے مے خانے بنداب مناسب ہے ترا فیض ہو عام اے ساقیtiin sau saal se haiñ hind ke mai-ḳhāne bandab munāsib hai tirā faiz ho aam ai saaqīعلامہ اقبالAllama Iqbal
میری مینائے غزل میں تھی ذرا سی باقیشیخ کہتا ہے کہ ہے یہ بھی حرام اے ساقیmerī mīnā-e-ġhazal meñ thī zarā sī baaqīsheḳh kahtā hai ki hai ye bhī harām ai saaqīعلامہ اقبالAllama Iqbal
شیر مردوں سے ہوا بیشۂ تحقیق تہیرہ گئے صوفی و ملا کے غلام اے ساقیsher mardoñ se huā besha-e-tehqīq tahīrah ga.e suufī o mullā ke ġhulām ai saaqīعلامہ اقبالAllama Iqbal
تلوار کا دھنی تھا ، شجاعت میں فرد تھاپاکیزگی میں ، جوش محبت میں فرد تھاTalwar Ka Dhani Tha, Shujaat Mein Fard ThaPakeezgi Mein, Josh-e-Mohabbat Mein Fard Thaعلامہ اقبالAllama Iqbal