تلوار کا دھنی تھا ، شجاعت میں فرد تھاپاکیزگی میں ، جوش محبت میں فرد تھاTalwar Ka Dhani Tha, Shujaat Mein Fard ThaPakeezgi Mein, Josh-e-Mohabbat Mein Fard ThaIshqعلامہ اقبالAllama Iqbal
لبریز ہے شراب حقیقت سے جام ہندسب فلسفی ہیں خطہء مغرب کے رام ہندLabraiz Hai Sharab-e-Haqiqat Se Jam-e-HindSub Falsafi Hain Khita-e-Maghrib Ke Raam-e-Hindعلامہ اقبالAllama Iqbal
یہ ہندیوں کے فکر فلک رس کا ہے اثررفعت میں آسماں سے بھی اونچا ہے بام ہندYe Hindiyon Ke Fikr-e-Falak Ras Ka Hai AsarRiffat Mein Asman Se Bhi Uncha Hai Baam-e-Hindعلامہ اقبالAllama Iqbal
اس دیس میں ہوئے ہیں ہزاروں ملک سرشتمشہور جن کے دم سے ہے دنیا میں نام ہندIss Dais Mein Huwe Hain Hazaron Malak SarashtMashoor Jin Ke Dam Se Hai Dunya Mein Naam-e-Hindعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہے رام کے وجود پہ ہندوستاں کو نازاہل نظر سمجھتے ہیں اس کو امام ہندHai Raam Ke Wujood Pe Hindustan Ko NaazAhl-e-Nazar Samajhte Hain Uss Ko Imam-e-Hindعلامہ اقبالAllama Iqbal