ابدی بنتا ہے یہ عالم فانی جس سےایک افسانہ رنگیں ہے جوانی جس سےAbdi Banta Hai Ye Alam-e-Fani Jis SeAik Afsana-e-Rangeen Hai Jawani Jis Seعلامہ اقبالAllama Iqbal
جلوہ حسن کہ ہے جس سے تمنا بے تابپالتا ہے جسے آغوش تخیل میں شبابJalwa-e-Husn Ke Hai Jis Se Tamanna Be-TaabPalta Hai Jise Aghosh-e-Takhiyyul Mein Shababعلامہ اقبالAllama Iqbal
جو سکھاتا ہے ہمیں سر بہ گریباں ہونامنظر عالم حاضر سے گریزاں ہوناJo Sikhata Hai Humain Sar Ba Gireban HonaManzar-e-Alam-e-Hazir Se Gurezan Honaعلامہ اقبالAllama Iqbal
دور ہو جاتی ہے ادراک کی خامی جس سےعقل کرتی ہے تاثر کی غلامی جس سےDoor Ho Jati Hai Adraak Ki Khaami Jis SeAqal Karti Hai Taasar Ki Ghulami Jis Seعلامہ اقبالAllama Iqbal
آہ! موجود بھی وہ حسن کہیں ہے کہ نہیںخاتم دہر میں یا رب وہ نگیں ہے کہ نہیںAah! Moujood Bhi Woh Husn Kahin Hai Ke NahinKhatam-e-Dehr Mein Ya Rab Woh Nageen Hai Ke Nahinعلامہ اقبالAllama Iqbal