زندگی کچھ اور شے ہے ، علم ہے کچھ اور شےزندگی سوز جگر ہے ، علم ہے سوز دماغZindagi Kuch Aur Shay Hai, Ilm Hai Kuch Aur ShayZindagi Souz-e-Jigar Hai, Ilm Hai Souz-e-DamaghZindagiعلامہ اقبالAllama Iqbal
علم میں دولت بھی ہے ، قدرت بھی ہے ، لذت بھی ہےایک مشکل ہے کہ ہاتھ آتا نہیں اپنا سراغIlm Mein Doulat Bhi Hai, Qudrat Bhi Hai, Lazzat Bhi HaiAik Mushkil Hai Ke Hath Ata Nahin Apna Suraghعلامہ اقبالAllama Iqbal
اہل دانش عام ہیں ، کم یاب ہیں اہل نظر!کیا تعجب ہے کہ خالی رہ گیا تیرا ایاغAhl-e-Danish Aam Hain, Kamyaab Hain Ahl-e-NazarKya Ta’ajjub Hai Ke Khali Reh Gya Tera Ayagh!علامہ اقبالAllama Iqbal
شیخ مکتب کے طریقوں سے کشاد دل کہاں!کس طرح کبریت سے روشن ہو بجلی کا چراغSheikh-e-Maktab Ke Tareeqon Se Kushaad-e-Dil KahanKis Tarah Kibriat Se Roshan Hi Bijli Ka Charagh!علامہ اقبالAllama Iqbal
ہر نفس موج اضطراب ہوازندگی کیا ہوئی عذاب ہواhar nafas mauj-e-iztirāb huāzindagī kyā huī azaab huāجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
م ے یقیں سے ضمیر حیات ہے پرسوزنصیب مدرسہ یا رب یہ آب آتش ناکMai-e-Yaqeen Se Zameer-e-Hayat Hai PursouzNaseeb-e-Madrasa Ya Rab Ye Aab-e-Atish Naakعلامہ اقبالAllama Iqbal
زندگی اپنی جب اس شکل سے گزری غالبہم بھی کیا یاد کریں گے کہ خدا رکھتے تھےzindagī apnī jab is shakl se guzrī 'ġhālib'ham bhī kyā yaad kareñge ki ḳhudā rakhte theمرزا غالبMirza Ghalib