دل بینا بھی کر خدا سے طلبآنکھ کا نور دل کا نور نہیںdil-e-bīnā bhī kar ḳhudā se talabaañkh kā nuur dil kā nuur nahīñHusnKhudaعلامہ اقبالAllama Iqbal
عقل گو آستاں سے دور نہیںاس کی تقدیر میں حضور نہیںaql go āstāñ se duur nahīñus kī taqdīr meñ huzūr nahīñعلامہ اقبالAllama Iqbal
علم میں بھی سرور ہے لیکنیہ وہ جنت ہے جس میں حور نہیںilm meñ bhī surūr hai lekinye vo jannat hai jis meñ huur nahīñعلامہ اقبالAllama Iqbal
کیا غضب ہے کہ اس زمانے میںایک بھی صاحب سرور نہیںkyā ġhazab hai ki is zamāne meñek bhī sāhib-e-surūr nahīñعلامہ اقبالAllama Iqbal
اک جنوں ہے کہ با شعور بھی ہےاک جنوں ہے کہ با شعور نہیںik junūñ hai ki bā-shu.ūr bhī haiik junūñ hai ki bā-shu.ūr nahīñعلامہ اقبالAllama Iqbal
اللہ اللہ یہ کمال اور ارتباط حسن و عشقفاصلے ہوں لاکھ دل سے دل جدا ہوتا نہیںallāh allāh ye kamāl aur irtibāt-e-husn-o-ishqfāsle hoñ laakh dil se dil judā hotā nahīñجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
تری زلفاں میں یو مکھ جو کہ دیکھےاسے شمع شبستاں یاد آوےtirī zulfāñ meñ yū mukh jo ki dekheuse sham-e-shabistāñ yaad aaveولی دکنیWali Dakani
آپس میں آج دست و گریباں ہے روز و شباے مہروش زری کا نہیں موئے باف زلفaapas meñ aaj dast-o-garebāñ hai roz o shabai mehr-vash zarī kā nahīñ mū-e-bāf-e-zulfبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar