ہر اشارے پر ہے پھر بھی گردن تسلیم خمجانتا ہوں صاف دھوکے دے رہا ہے دل مجھےhar ishāre par hai phir bhī gardan-e-taslīm ḳhamjāntā huuñ saaf dhoke de rahā hai dil mujheجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
فکر منزل ہے نہ ہوش جادۂ منزل مجھےجا رہا ہوں جس طرف لے جا رہا ہے دل مجھےfikr-e-manzil hai na hosh-e-jāda-e-manzil mujhejā rahā huuñ jis taraf le jā rahā hai dil mujheجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
اب زباں بھی دے ادائے شکر کے قابل مجھےدرد بخشا ہے اگر تو نے بجائے دل مجھےab zabāñ bhī de adā-e-shukr ke qābil mujhedard baḳhshā hai agar tū ne bajā.e-dil mujheجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
یوں تڑپ کر دل نے تڑپایا سر محفل مجھےاس کو قاتل کہنے والے کہہ اٹھے قاتل مجھےyuuñ taḌap kar dil ne taḌpāyā sar-e-mahfil mujheus ko qātil kahne vaale kah uThe qātil mujheجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
اب کدھر جاؤں بتا اے جذبۂ کامل مجھےہر طرف سے آج آتی ہے صدائے دل مجھےab kidhar jā.ūñ batā ai jazba-e-kāmil mujhehar taraf se aaj aatī hai sadā-e-dil mujheجگر مرادآبادیJigar Moradabadi