خود حسن و شباب ان کا کیا کم ہے رقیب اپناجب دیکھیے اب وہ ہیں آئینہ ہے شانا ہےḳhud husn-o-shabāb un kā kyā kam hai raqīb apnājab dekhiye ab vo haiñ ā.īna hai shānā haiHusnجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
اک لفظ محبت کا ادنی یہ فسانا ہےسمٹے تو دل عاشق پھیلے تو زمانا ہےik lafz-e-mohabbat kā adnā ye fasānā haisimTe to dil-e-āshiq phaile to zamānā haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
یہ کس کا تصور ہے یہ کس کا فسانا ہےجو اشک ہے آنکھوں میں تسبیح کا دانا ہےye kis kā tasavvur hai ye kis kā fasānā haijo ashk hai āñkhoñ meñ tasbīh kā daanā haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
دل سنگ ملامت کا ہر چند نشانا ہےدل پھر بھی مرا دل ہے دل ہی تو زمانا ہےdil sañg-e-malāmat kā har-chand nishānā haidil phir bhī mirā dil hai dil hī to zamānā haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
ہم عشق کے ماروں کا اتنا ہی فسانا ہےرونے کو نہیں کوئی ہنسنے کو زمانا ہےham ishq ke māroñ kā itnā hī fasānā hairone ko nahīñ koī hañsne ko zamānā haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
نوا پیرا ہو اے بلبل کہ ہو تیرے ترنم سےکبوتر کے تن نازک میں شاہیں کا جگر پیداNawa Pera Ho Ae Bulbul Ke Ho Tere Taranum SeKabootar Ke Tan-E-Nazuk Mein Shaheen Ka Jigar Paidaعلامہ اقبالAllama Iqbal