ہم ڈوب کر مریں گے حسرت رہے گی تجھ کوجب خاک ہی نہ ہوگی برباد کیا کرے گاham Duub kar mareñge hasrat rahegī tujh kojab ḳhaak hī na hogī barbād kyā karegāUmeedنظم طباطبائیNazm Tabatabai
پرسش جو ہوگی تجھ سے جلاد کیا کرے گالے خون میں نے بخشا تو یاد کیا کرے گاpursish jo hogī tujh se jallād kyā karegāle ḳhuun maiñ ne baḳhshā tū yaad kyā karegāنظم طباطبائیNazm Tabatabai
ہوں دام میں پر افشاں اور سادگی سے حیراںکیوں تیز کی ہیں چھریاں صیاد کیا کرے گاhuuñ daam meñ pur-afshāñ aur sādgī se hairāñkyuuñ tez kī haiñ chhuriyāñ sayyād kyā karegāنظم طباطبائیNazm Tabatabai
ظالم یہ سوچ کر اب دیتا ہے بوسۂ لبجب ہونٹ سی دیئے پھر فریاد کیا کرے گاzālim ye soch kar ab detā hai bosa-e-labjab hoñT sī diye phir fariyād kyā karegāنظم طباطبائیNazm Tabatabai
زنجیر تار داماں ہے طوق اک گریباںزور جنوں نہ کم ہو حداد کیا کرے گاzanjīr tār-e-dāmāñ hai tauq ik garebāñzor-e-junūñ na kam ho haddād kyā karegāنظم طباطبائیNazm Tabatabai
طبیب عشق نے دیکھا مجھے تو فرمایاترا مرض ہے فقط آرزو کی بے نیشیTabeeb-e-Ishq Ne Dekha Mujhe To FarmayaTera Marz Hai Faqat Arzoo Ki Be-Naishiعلامہ اقبالAllama Iqbal
حسرت ہے اس کے دیکھنے کی دل میں بے قیاساغلب کہ میری آنکھیں رہیں باز میرے بعدhasrat hai is ke dekhne kī dil meñ be-qayāsaġhlab ki merī āñkheñ raheñ baaz mere ba.adمیر تقی میرMir Taqi Mir