رہا کرتی ہے یہ حیرت مجھے زہد ریائی پرخدا سے جو نہیں ڈرتا اسے بندہ کا ڈر کیا ہوrahā kartī hai ye hairat mujhe zuhd-e-riyā.ī parḳhudā se jo nahīñ Dartā use bande kā Dar kyā hoKhudaنظم طباطبائیNazm Tabatabai
عبث ہے ناز استغنا پہ کل کی کیا خبر کیا ہوخدا معلوم یہ سامان کیا ہو جائے سر کیا ہوabas hai nāz-e-istiġhnā pe kal kī kyā ḳhabar kyā hoḳhudā ma.alūm ye sāmān kyā ho jaa.e sar kyā hoنظم طباطبائیNazm Tabatabai
یہ آہ بے اثر کیا ہو یہ نخل بے ثمر کیا ہونہ ہو جب درد ہی یارب تو دل کیا ہو جگر کیا ہوye āh-e-be-asar kyā ho ye naḳhl-e-be-samar kyā hona ho jab dard hī yā-rab to dil kyā ho jigar kyā hoنظم طباطبائیNazm Tabatabai
جہاں انسان کھو جاتا ہو خود پھر اس کی محفل میںرسائی کس طرح ہو دخل کیوں کر ہو گزر کیا ہوjahāñ insān kho jaatā ho ḳhud phir us kī mahfil meñrasā.ī kis tarah ho daḳhl kyūñkar ho guzar kyā hoنظم طباطبائیNazm Tabatabai
نہ پوچھوں گا میں یہ بھی جام میں ہے زہر یا امرتتمہارے ہاتھ سے اندیشۂ نفع و ضرر کیا ہوna pūchhūñgā maiñ ye bhī jaam meñ hai zahr yā amrittumhāre haath se andesha-e-naf-o-zarar kyā hoنظم طباطبائیNazm Tabatabai
بے زیارت سوئے بیت اللہ پھر جاؤں گا کیاعاشقوں کو روز محشر منہ نہ دکھلاؤں گا کیاBe-Ziarat Sooye Bait Ullah Phir Jaun Ga KyaAshiqon Ko Rouz-e-Mehshar Munh Na Dikhlaun Ga Kyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
!غضب ہیں یہ 'مرشدان خود بیں خدا تری قوم کو بچائےبگاڑ کر تیرے مسلموں کو یہ اپنی عزت بنا رہے ہیںGhazab Hain Ye ‘Murshadan-e-Khud-Been’ Khuda Qaum Ko Bachaye!Bighaar Kar Tere Muslamon Ko Ye Apni Izzat Bana Rahe Hainعلامہ اقبالAllama Iqbal