ظفر بدل کے ردیف اور تو غزل وہ سناکہ جس کا تجھ سے ہر اک شعر انتخاب ہوا'zafar' badal ke radīf aur tū ġhazal vo sunāki jis kā tujh se har ik sher intiḳhāb huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جگر کے ٹکڑے ہوئے جل کے دل کباب ہوایہ عشق جان کو میرے کوئی عذاب ہواjigar ke TukḌe hue jal ke dil kabāb huāye ishq jaan ko mere koī azaab huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیا جو قتل مجھے تم نے خوب کام کیاکہ میں عذاب سے چھوٹا تمہیں ثواب ہواkiyā jo qatl mujhe tum ne ḳhuub kaam kiyāki maiñ azaab se chhūTā tumheñ savāb huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کبھی تو شیفتہ اس نے کہا کبھی شیداغرض کہ روز نیا اک مجھے خطاب ہواkabhī to shefta us ne kahā kabhī shaidāġharaz ki roz nayā ik mujhe ḳhitāb huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پیوں نہ رشک سے خوں کیونکہ دم بہ دم اپناکہ ساتھ غیر کے وہ آج ہم شراب ہواpiyūñ na rashk se ḳhuuñ kyūñki dam-ba-dam apnāki saath ġhair ke vo aaj ham-sharāb huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar